AHLE BAIT SE MOHABBAT KARNE WALAUN KE LIYE KHUSH KHABRI


🌾🌾🌾hadees e shareef 🌾🌾🌾
AHLE BAIT SE
MOHABBAT KARNE WALAUN KE LIYE
KHUSH KHABRI  ...
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
Hazrat Hasan Bin Ali
Raziyallahu Anhuma
Rivayat kartay hain ke
Huzoor Nabi e Akram
Sallallahu Alaihi wasallam
Ne farmaya :
Ham Ahle Bait ki
Mohabbat Ko Laazim karlo  ..
Pas Beshak jo Shakhs
Allah se Is Haal may
Mila ke Wo Hamse
Mohabbat karta tha tou
WO HAMARI SHAFA'ATH KE SADQE
JANNAT MAY DAKHIL HOGA  ..
Or
Ous Zaat ki qasam  !
jiske Qabzayeh Qudrat may
Meri jaan hai
KISI SHAKHS KO OUSKA AMAL
FAIDAH NAHI DEGA
MAGAR HAMARE HAQ KO
PAHCHANNE KI WAJEH SE  ...
( imam Tabrani )
Ne is Ko Rivayat kiya hai  ...
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
Reference  . . . 📚📚📚
امام طبرانی نے المعجم الاوسط میں
حدیث نمبر  ۔ ۔ ۔ 2230 ۔ ۔ ۔
اسکو روایت کیا ھے  ۔ ۔ ۔
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿

Hadees-e-mubaraka huzur(Sallallahu ta'ala alayhiwa sallam)

*✦  EK AMAL  ✦​*
📚 Hadees:* Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs har Farz namaz ke baad 33 martaba SUB'HANALLAH, 33 martaba ALHAMDULILLAH, aur 34 martaba ALLAHU AKBAR kehta he wo kabhi mahrum (nuqsaan me) nahi rehta.

   - 📔 [Sahih Muslim: 1349]

*✦  HOUZ E KAWSAR  ✦​*
*📚 Hadees:* Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Houz e kawsar ke bartan sitaron ki baraabar hongey, us se jo bhi insaan ek ghunt pee lega to hamesha ke liye us ki pyaas bujh jaeygi.
  - 📔 [Ibney Maajah: 4303]

✦ AZAAN AUR PEHLI SAF ✦​*
*📚 Hadees:* Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Agar logon ko maalum ho jaey ke azaan deney me aur saf e awwal (pehli saf me namaaz padhney) me kitna sawaab hain to wo saf e awwal aur azaan deney ke liye talwaaron se muqabla kar ke aagey badhney ke liye koshish karney lagey.

   - 📔 [Sahih Bukhari: 615]

Sadka jaan wo maal ki Hifajat

👍👍👍👍 सदक़ा 👍👍👍👍

खासतौर पर 17, 18, 19 को तवज्जो से पढियेगा

सुन लो ! सदक़ा देने वाले भी और जो इस का सबब बनते हैं वो भी!

१: सदक़ा जन्नत के दरवाज़ों में से एक दरवाज़ा है

२: सदक़ा नेक आमाल मैं अफ़ज़ल अमल है , और सबसे अफ़ज़ल सदक़ा खाना खिलाना है.

३: सदक़ा क़ियामत के दिन साया होगा, और अपने देने वाले को आग से ख़लासी दिलाएगा

४: सदक़ा अल्लाह तआला के ग़ज़ब को ठंडा करता है, और क़ब्र की गर्मी की ठंडक का सामान है

५: मय्यत के लिए बेहतरीन हदया और सबसे ज़्यादा नफ़ा बख़श चीज़ सदक़ा है, और सदक़ा के सवाब को अल्लाह-तआला बढाता रहता हैं

६:  सदक़ा मुसफ़्फ़ी (पाक करने वाला है) है, नफ़स की पाकी का ज़रीया और नेकियों को बढाता है

७:  सदक़ा क़ियामत के दिन सदक़ा करने वाले के चेहरे का सुरूर और ताज़गी का सबब है

८: सदक़ा क़ियामत की होलनाकी के ख़ौफ़ से अमान है , और गुज़रे हुए पर अफ़सोस नहीं होने देता.

९: सदक़ा गुनाहों की मग़फ़िरत का सबब और बुराइयों का कफ़्फ़ारा है.

१०: सदक़ा ख़ुशख़बरी है हुस्न ख़ातमा की , और फ़रिश्तों की दुआ का सबब है

११: सदक़ा देने वाला बेहतरीन लोगों में से है , और इस का सवाब हर उस शख़्स को मिलता है जो इस में किसी तौर पर भी शरीक हो.

१२: सदक़ा देने वाले से ख़ैरे कसीर और बड़े अज्र का वादा है

१३: ख़र्च करना आदमी को मुत्तक़ीन की सफ़ में शामिल कर देता है, और सदक़ा करने वाले से अल्लाह की मख़लूक़ महब्बत करती है.

१४: सदक़ा करना जूद-ओ-करम और सख़ावत की अलामत है

१५: सदक़ा दुआओं के क़बूल होने और मुश्किलों से निकालने का ज़रीया है

१६ सदक़ा बला-ओ-मुसीबत को दूर करता है , और दुनिया में सत्तर 70 दरवाज़े बुराई के बंद करता है

१७: सदक़ा उम्र में और माल में इज़ाफे़ का सबब है.कामयाबी और रिज़्क़ का सबब है.

१८: सदक़ा ईलाज भी है दवाई भी और शिफ़ा भी...

१९: सदक़ा आग से जलने, ग़र्क़ होने , चोरी और बुरी मौत को रोकता है

२०: सदक़ा का अज्र मिलता है , चाहे जानवरों और परिंदों पर ही क्यों नाहो..

*आख़िरी बात :* बेहतरीन सदक़ा इस वक़्त ये है कि आप इस मैसिज को सदक़ा की नीयत से आगे नशर कर दें

MUNAFIQ KI PEHCHAN KIYA HAI

🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
🌾🌾🌾hadees e shareef 🌾🌾🌾
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
MUNAFIQ KI PEHCHAN KIYA HAI ? ? ?
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
Hazrat Abu Sayeed Khudri
Raziyallahu Anhu
Rivayat kartay hain ke
Ham Ansaari log
Munafiqeen Ko
Hazrat Ali Raziyallahu Anhu
ke Saath
Boghz ki Wajeh se Pahchante thay ...
( imam Tirmizi )
Ne is Ko Rivayat kiya hai ...
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
Reference  . . . 📚📚📚
امام ترمذی نے السنن
کتاب : المناقب ۔ میں
حدیث نمبر  ۔ ۔ ۔ 3717 ۔ ۔ ۔
اسکو روایت کیا ھے  ۔ ۔ ۔
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
Yani
Maulaye kayenath Hazrat Ali
Raziyallahu Anhu ka
Naam Sunkar
Agar kisi ku Takleef hoti Tou
Sahabah Samajh jaate ke
ye Munafiq hai ...
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿

MAULA ALI RAZIYALLAHU ANHU BADI SHAAN WALE HAIN

🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
🌾🌾🌾hadees e shareef 🌾🌾🌾
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
LOGO YAAD RAKHO  !

MAULA ALI
RAZIYALLAHU ANHU
BADI SHAAN WALE HAIN ...
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
Hazrat Abdullah Bin Omer
Raziyallahu Anhuma
Bayan farmatay hain ke
jab Huzoor Nabi e Akram
Sallallahu Alaihi wasallam Ne
Muhaajireen Or Ansaar ke
Darmiyaan Bhai Charah
Qayem farmaya tou
Hazrat Ali Raziyallahu Anhu
Roote hue aaye Or Arz kiya :
Ya Rasoolallah  !
Aap Ne Sahabah May
Bhai Charah Qayem farmaya
laiken mujhe kisi ka Bhai Nahi Banaya ..
Aap Sallallahu Alaihi wasallam
Ne farmaya :
TUM DUNIYA OR AAKHIRAT MAY MERE BHAI HO ...
( imam Tirmizi )
Ne is Ko Rivayat kiya hai   ..
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿
Reference  . . . 📚📚📚
امام ترمذی نے السنن
کتاب ۔ ۔ ۔ المناقب ۔ میں
حدیث نمبر  ۔ ۔ ۔ 3720 ۔ ۔ ۔
اسکو روایت کیا ھے  ۔ ۔ ۔
🌿🌿🌿🌿🌿 🌿 🌿🌿🌿🌿🌿